Har player apna Taana Pack chune. "Mera Custom" matlab Kalesh Studio mein likhe aapke apne dialog.
Har event ke liye apne dialog likho (ek line = ek dialog, game random chunega). {victim} = jiski goti kati, {actor} = jisne kaati, {me} = aap. Meme photo ya apni awaaz bhi laga sakte ho.
Banaya hai: ๐ฅ Bawaal Studios (India)
Ye ek free social game hai. Isme koi real-money, betting ya cash prize nahi hai.
Aapke dialog, meme photo aur recorded awaaz sirf aapke phone mein save hote hain. Hum unhe kahin upload nahi karte.
Sujhav ya bug report: email karo
Credits: Ludo ek paaramparik Bharatiya khel (Pachisi) par aadharit. Fonts: Baloo 2 (SIL OFL).
ยฉ 2026 Bawaal Studios. Game ka code, design aur taane copyright hain.